English Version
Mange Yeh Dua Hum Kab Tak
Khuda Aur Aasman Se
Is Duniya Mai Tera Koi Saga Nhi
Khud Ki Hifajat Kar Hanth Bandh Le
Chubhte They Patthar
Inn Talwo Mein Janeman
Jab Hoti Nazar Thi Sitaro Mein
Tu Juda Hi Thik Hai Jaaneman
Khushi Ka Pani Ashiq Ki Ankho Mein
Meri Bachpan Mein Streets Mein Pala Tha
Ab Jake Khudah Mujhe Kamyaabi De Rela
Mein Kabhi Bhi Manga Nhi Kamyabi
Khuda Nhi Deta Mein Tabhi Bhi Jee Leta
Bus Maangu Mein Baap Ki Khushi
Or Bhai Tarakii Khudah Tu Sath Reh
Tu Khuda Ke Faisle Sunta Nhi
Duniya Chala Rha Vo Teri Kya Aukath
Mein Sota Ye Tamnna Leke Ki
Subah Ka Sooraj Ma Bap Ko Dikha De
Tu Darad De Mere Ko Khudah
Or Khushiyon Ka Meri Ma Bap Ko Pta De
Mein Abhi Bhi Young
Mein Abhi Bhi Dumb
Par Sach Bolu Broke Nhi Hu
Mein Kehna Yeh Chahta Hu
Mein 20 Mei Nashe Mein Pada Tha
23 Mahine Ka Lakh Kamata Hu
Par Phir Bhi Kyu Khushi Nhi Dil Se
Mein Hawa Mein Batein Nhi Karta Ma
Uss Ladki Se Jo Bhi Hai Dil Se
Kalam Ink….
Par Vo Hi Nahi Samjhi Woh Jism Ki
Bhuki Thi Saali
Jo Rishton Ko Khati Thi
Vo Mere Ko Jaan Bulati Thi Maa
Phir Teri Kasam Meri Jaan Jalati Thi
Hum Aye Le Streets Se
Hum Jivan Se Hare Or Zindgi Jeet Gaye
Tu Shanpanti Ghar Pe Rakh Apni
Maa Baap Pe Gali Toh Faadunga Beech Se
Aim Mein Fun Ye Game Hi Ganda Hai
Bhole Ka Naam Mein Khudah Ka Banda H
Punyah Bhi Kari Paap Bhi Karu
This Is Life Ye Sabko Karna To Padta H
Yeh Kese Se Rapper Hai Top Pe
Gaano Mein Beef Or Message Nhi Gaano Mein
Mein Fir Inki Koyi Galti Bata Do
To Fir Fans Ki Jalti
Inn Andhon Mein Kaan Hai
Mujhe Fans Nhi Chahiye
Mere Baat To Samajh Uska Bhi Reason Hai
Kamyabi Khudah Tu Sabko De
Mein Bus Ye Chahta Tum Kuch Karo Toh Jivan Me
Pura Gaana Yeh Same Flow Mein
Gaano Mein Gyan
Hum Bakchodi Karte Nhi
Ab Bhadwe Ye Insta Pe Message De
Mein Khudke Zone Mein Lauda Mein Karta Nhi
Kalam Ink….
Yeh Aaye They Dabane Mere Ko
Twitter Pe Bolke Media Ban Him
Mein Stream Se Teen Uthata Hu
Mahine Ka Youtube Se Aarela Ek Peti
Yeh Feature Ke Dum Pe Chala Rhe
Apne Iss Career Ko Sacchi Mein Beth K
Inn Budhon Ki Haddi Mein Jaan Nahi
Hype Uthate Ye New Gen Collab Se
Bas Marketing Fake Collab
Or Paisa Lagate Ye Fake Ki Hype Me
Mein “Goated” Hu Scene Me Jaani
Ab Khudah Bhi Bola Mei “One Of The Finest”
Mange Yeh Dua Hum Kab Tak
Khuda Aur Aasman Se
Is Duniya Mai Tera Koi Saga Nhi
Khud Ki Hifajat Kar Hanth Bandh Le
Chubhte They Patthar Inn Talwo Mein Janeman
Jab Hoti Nazar Thi Sitaro Mein
Tu Juda Hi Thik Hai Jaaneman
Khushi Ka Pani Ashiq Ki Ankho Mein
Meri Bachpan Mein Streets Mein Pala Tha
Ab Jake Khudah Mujhe Kamyaabi De Rela
Mein Kabhi Bhi Manga Nhi Kamyabi
Khuda Nhi Deta Mein Tabhi Bhi Jee Leta
Bus Maangu Mein Baap Ki Khushi
Or Bhai Tarakii Khudah Tu Sath Reh
Tu Khuda Ke Faisle Sunta Nhi
Duniya Chala Rha Vo Teri Kya Aukath
Mein Sota Ye Tamnna Leke Ki
Subah Ka Sooraj Ma Bap Ko Dikha De
Tu Darad De Mere Ko Khudah
Or Khushiyon Ka Meri Ma Bap Ko Pta De
Mein Abhi Bhi Young
Mein Abhi Bhi Dumb
Par Sach Bolu Broke Nhi Hu
Mein Kehna Yeh Chahta Hu
Mein 20 Mei Nashe Mein Pada Tha
23 Mahine Ka Lakh Kamata Hu
Par Phir Bhi Kyu Khushi Nhi Dil Se
Mein Hawa Mein Batein Nhi Karta Ma
Uss Ladki Se Jo Bhi Hai Dil Se
Par Vo Hi Nahi Samjhi Woh Jism Ki
Bhuki Thi Saali Jo Rishton Ko Khati Thi
Vo Mere Ko Jaan Bulati Thi Maa
Phir Teri Kasam Meri Jaan Jalati Thi
Song :- Street Flow Song
Singer :- Kalam Ink
Lyricist :- Kalam Ink
Music :- Nine9 Beats
Language :- Hindi
Label :- Kalam Ink
Director :- Aryan Panwar
Video Eidtor :- Aryan Panwar