English Version
Meri liye tu zaroori hai
Yeh doori kya majboori hai
Zindagi Meri adhoori hai
Tere bina
Main Jaanu Ya mera Dil jaane
Mera koi Na tere Siva
Main Saath Tera dungi
Yeh Meri saans chale jabtak
Main Teri hoon Tu mera hai
Mujhe duniya se kya matlab
Tu mil jaye toh hasil sab
Mujhe duniya se kya matlab
O jaan meri main haazir hoon
Aazmale tu chahe jab
Main Teri hoon Tu mera hai
Mujhe duniya se kya matlab..
Mujhe rang de tere rang mein
rangrez mere Dil jaaniye
Mujhe rang de tere rang mein
rangrez mere Dil jaaniye
Kaash kabhi aaye Aisa din
Tu bhi jee paaye na mujh bin
Jo karde ek ishaara
Main Teri ho jaun
Kabhi Tum bhi kaho Mujhse
Chup Ke se gale laga Karke
darti Kyun ho pagli main bas
Tumhara hoon
Tum Pyaar toh karte ho par
Kyu izhaar nahi karte
Khwabon Mein Milne aate ho
Saamne baat nahi karte
Main Teri raah takti rahoongi
Yeh Meri jaan rahe jabtak
Main Teri hoon Tu mera hai
Mujhe duniya se kya matlab
Tu mil jaye toh hasil sab
Mujhe duniya se kya matlab
O jaan meri main haazir hoon
Aazmale tu chahe jab
Main Teri hoon Tu mera hai
Mujhe duniya se kya matlab..
Meri liye tu zaroori hai
Yeh doori kya majboori hai
Zindagi Meri adhoori hai
Tere bina
Main Jaanu Ya mera Dil jaane
Mera koi Na tere Siva
Main Saath Tera dungi
Yeh Meri saans chale jabtak
Main Teri hoon Tu mera hai
Mujhe duniya se kya matlab
Tu mil jaye toh hasil sab
Mujhe duniya se kya matlab
O jaan meri main haazir hoon
Aazmale tu chahe jab
Main Teri hoon Tu mera hai
Mujhe duniya se kya matlab..
Song : Mujhe Duniya Se Kya Matlab
Director : Ashim Sen
Singer : Sneha Bhattacharya
Lyrics : Amjad Nadeem
Music : Amjad Nadeem Aamir
Starring : Sneha Bhattacharya
Label : Zee Music Company